Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsad Bhopali
HomeAsad Bhopali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere dil mein halki siiiiii mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si jaane kya sun liyaa jaane kya keh gaye wo humen hum unhen dekhte reh gaye jaane kya sun liyaa jaane kya keh gaye wo humen hum unhen dekhte reh gaye ik baat huyi samjha naa koi mere dil se nikli haaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si dil ki dhadkan kabhi itni pyaari naa thi yun to har cheez thi beqaraari naa thi ye dar hai mujhe inkaar mera iqraar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si
mere rang mein rangne waali pari ho yaa ho pariyon ki raani yaa ho meri prem kahaani mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa mere rang mein rangne waali pari ho yaa ho pariyon ki raani yaa ho meri prem kahaani mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa bolo naa kyun ye chaand sitaare takte hain yun mukhde ko tumhaare bolo naa kyun ye chaand sitaare takte hain yun mukhde ko tumhaare chhoo ke badan ko hawaa kyun mehki raat bhi hai kyun behki behki mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa kyun ho tum sharmaayi huyi si lagti ho kuchh ghabraayi huyi si hoo kyun ho tum sharmaayi huyi si lagti ho kuchh ghabraayi huyi si dhalka hua saa aanchal kyun hai ye mere dil mein hulchul kyun hai mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa donon taraf benaam si uljhan jaise mile hon dulha dulhan donon taraf benaam si uljhan jaise mile hon dulha dulhan donon ki aisi haalat kyun hai aakhir itni muhabbat kyun hai mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa mere rang mein rangne waali pari ho
mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam zindagi ke dukh bhare yeh din kahaan bitaaun jo na koyi ghum kare wo dil kahaan se laaun sab kuchh hai phir bhi jaise kuchh nahin uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam jal raha hai dil mera main chup rahun to kaise ghut raha hai dum mera main kuchh kahun to kaise ghum se hadein khushi ki ja milin uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam sun mera gum uljhane zindagi ban gayin tu kahin main kahin mere sanam
mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam tum jo nahin kuchh bhi nahin pyaar hai mera aag mein jal raha tum jo nahin kuchh bhi nahin pyaar hai mera aag mein jal raha mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam door kahin door humein le chalo sanam door kahin door humein le chalo sanam jahaan na ho koi hum donon ke siwaay jahaan na ho koi hum donon ke siwaay door kahin door humein le chalo sanam door kahin door humein le chalo sanam bheege bheege nain muskuraaye sehme sehme honth gungunaaye bheege bheege nain muskuraaye sehme sehme honth gungunaaye mehka dil ka veeraana mat puchho ye afsaana mehka dil ka veeraana mat puchho ye afsaana door kahin door humein le chalo sanam jahaan na ho koi hum donon ke siwaay door kahin door humein le chalo sanam tarsi tarsi pyaar ki ye baahen baar baar aaj tumhen chaahen tarsi tarsi pyaar ki ye baahen baar baar aaj tumhen chaahen jaan bhi tum ho dil bhi tum chahat ki manzil bhi tum jaan
mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai baharein hi baharein hain jawaani hi jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai zameen lehra rahi hai nashe mein aasmaan hai nigahein kya jawan hain saari duniya pe jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri duniya badal de meri duniya mein aake ye mujh par aapki ik khoobsoorat meharbani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai
naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin ab ye sheesha kisi tasveer ke kaabil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin pher li mujhse nazar apnon ne begaanon ne pher li mujhse nazar apnon ne begaanon ne mera ghar loota mere ghar ke hi mehmaanon ne mera ghar loota mere ghar ke hi mehmaanon ne jo mujhe pyaar kare aisa koi dil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin dil behal jaye khayalaat ka rukh mod sakun dil behal jaye khayalaat ka rukh mod sakun main jahan baith ke har ahal e wafa tod sakun main jahan baith ke har ahal e wafa tod sakun meri takdeer mein aisi koi mehfil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin vo jahan sog mein hai aaj fiza bhi chup hai vo jahan sog mein hai aaj fiza bhi chup hai kisse fariyaad karun ab to khuda bhi
man mohana man mohana tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana tere dar pe khade sar jhukaye huye ek aasha ka deepak jalaaye huye tere dar pe khade sar jhukaye huye ek aasha ka deepak jalaaye huye tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana man mohana man mohana honth see lenge aansu piye jayenge naam le leke tera jiye jayenge honth see lenge aansu piye jayenge naam le leke tera jiye jayenge tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de
peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti naya sa laage sab sansaar zara si hoye zara si haaye zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti naya sa laage sab sansaar zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti maine kam pi toone zyadaa kar le pyaala aadha aadha maine kam pi toone zyadaa kar le pyaala aadha aadha pi le lekin tu behki to laaj rahegi na maryaada badhaa na baat kar takraar zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar ho peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti ho peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti utri soorat aur bikhre baal haaye ye behki are behki chaal utri soorat bikhre baal haaye ye behki behki chaal darpan laaun tujhe dikhaaun
ho pyaar baantte chalo pyaar baantte hey pyaar baantte chalo pyaar baantte kya hindu kya muslmaan hum sub hain bhaai bhaai pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro hey socho kal kya the dekho ab kya ho tumko le na doobe kahin apni ye ladaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho hey nanhe shehjaado kal ke netaaon tumse humne kya kya ummeedein hain lagaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte ye
aa aa gaya ho aa gaya haye aa aaa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya ho aa gaya pyaar jagane wala pyaar ki manzil paas jo aayi pyaar ki manzil paas jo aayi jhoom ke dil ne li angdayi o ji hum to kho gaye unke ho gaye haan aa aa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya ho aa gaya aaa pyaar jagane wala bhool na jaana batein apni hmmm hmmmm hmmm hmmm bhool na jaana batein apni waade apne kasmein apni dekho munh na modna dil na todna ji aa aa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya lo aa gaya pyaar jagane wala jhoom rahe hain do matwale ha ha ha ha ha ha ha la la la la la la jhoom rahe hain do matwale chand se kah do nazrein jhuka le oji koi aaye na koi jaye na ji aaaaa aaaaa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya wo aa gaya aa pyaar jagane wala aa gaya
raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai hmm mm mm haa aa aa hoo oo oo tum hamesha muskuraate hi rahe ho zindagi ke naaz uthaate hi rahe ho oo oo o aaj wo jalwa kahaan ruposh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai aa aa aa ho oo oo oo aa aa aa la lalalalala la aa aa saaze dil par chhed do koi taraana jisko sun kar jhoom uthe saara zamaana oo oo o hum bhi dekhen kisko kitna hosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai
raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara hey mere meharbano ye meri baat maano phir na kabhi ye raat aayegi aayi bhi jo raat na ye baat aayegi main aaj hoon kal kahan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara aye muskuraane waalo jee bhar ke muskuraa lo jane phir dil ko qaraar ho na ho ye jalwa ye raks e bahar ho na ho jo aaj hai kal kahaan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara
Raaz E Dil Unse Chhupaya Na Gaya
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa rut hai jawaan sama hai bada pyaara aaja deewaane ke phir ye bahaarein kahaan de de zara jawaani ko sahaaraa baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan rut hai jawaan sama hai bada pyaara aaja deewaane ke phir ye bahaarein kahaan de de zara jawaani ko sahaaraa baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan toone kabhi socha hai kya main hoon teri tu hai mera toone kabhi socha hai kya main hoon teri tu hai mera aaja mere sajna tu hi meri duniya tere siwa lage na koi pyaara baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan rut hai jawaan sama hai bada pyaara aaja deewaane ke phir ye bahaarein kahaan de de zara jawaani ko sahaaraa baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan teere nazar aise chala jitna chubhe aaye maza teere nazar aise chala jitna chubhe aaye maza jaise chaahe tadpa lekin yun na tarsa ab to samajh nigaahon ka ishaara baahon mein le le mujhe
saiyaan se vaada tha naazuk ghadi thi saiyaan se vaada tha naazuk ghadi thi ban than ke kal main to chhat pe khadi thi ke bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye baali umar dil ki lagi haaye re na mile chaina kate na sooni raina kahin jee na lage baali umar dil ki lagi haaye re na mile chaina kate na sooni raina kahin jee na lage badi mushkil se aayi milan ki ghadi jitna behlaaya dil utni uljhan badhi aage phir kya hua na puchhiye na puchhiye ke zulfon ki lat mere mukh pe padi thi ke zulfon ki lat mere mukh pe padi thi unke khayaalon mein main to khadi thi ke bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye aisa laga jaise koi aaya aankhen sharmaayin aadayen muskurayin koi ghum na raha aisa laga jaise koi aaya aankhen sharmaayin aadayen muskurayin koi ghum na raha saamne dekha saiyaan ko aate huye baahein
sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge kismat humen milne se rokegi bhala kab tak inn pyaar ki raahon mein bhatkegi wafaa kab tak kadmon ke nishaan khud hi manzil ka pata honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge ye kaisi udaasi hai jo husn pe chhayi hai hum door nahin tumse kehne ko judaayi hai armaan bhare do dil phir ek jagaah honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge
suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye chehra kyun chhipaaye ho ye daaman kyun bachaye ho zara baitho chale jaana kai din mein to aaye ho tum ek rangeen dhoka ho nahin maaloom kya kya ho tumhen taklif to hogi ghadi bhar ko thahar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana nighaahen naaz ki baaten jawaan andaaz ki baaten abhi to tumse karni hai bahut si raaz ki baaten abhi se bewafai hai duhaayi hai duhaayi hai mere pass aao pehle phir jidhar chaaho udhar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye aakhir kaisa waada hai kaho ab kya iraada
tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare ye jawaani ye bahaaron se haseen tera badan ye guroor e husn ye andaaz aur ye baankpan sab tujh se fariyaad karen lekin mujhko yaad karen tanhaayi mein aawaaz meri ehsaas se tere takraaye allah kare allah kare allah kare tu jise chaahe wo tere dil se begaana rahe tujhko bhi duniyaa kisi zaalim kaa dewana kahe meri tarah betaab rahe raaton ko bekhaab rahe tu jiski tamanna dil se kare wo naam se tere ghabraaye allah kare allah kare allah kare koi mehfil koi tanhaayi naa raas aaye tujhe mere pehlu mein muhabbat keench ke laaye tujhe ho naa koi jab saath tere phir machle jazbaat tere jab koi tera jee behlaaye tu aur pareshaan ho jaaye allah kare allah kare allah kare tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare
tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho wo zamana aaye khuda kare mere pyaar par tujhe naaz ho tere pyaar ne mera pyaar lootnewale jaa tu tamam umr jawaan rahe mera pyaar lootnewale jaa tu tamam umr jawaan rahe teri zindagi mein bahar ho teri zindagi mein bahar ho meri zindagi mein khizan rahe mere saath ho meri bebasi tere saath nagama o saaz ho tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho tere pyaar ne kahin aur chal mere dil yahan kabhi laut kar nahin aayenge kahin aur chal mere dil yahan kabhi laut kar nahin aayenge mili dil lagane ki woh saja mili dil lagane ki woh saja ke kahin bhi dil na lagayenge use kya pata ki wafa hai kya jise bewafayi pe naaz ho tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho wo zamana aaye khuda kare mere pyaar par tujhe naaz ho tere pyaar ne
aa aaaa aaa aa aa aa aaaa teri reshmi zulfen chhoo kar jab baad e sabaa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai tere pyaar se mere humdum khushbu e wafa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai khanakti chudiyon mein zindagi ke geet milte hain khanakti chudiyon mein zindagi ke geet milte hain teri palken jhapakti hain to dil ke taar hilte hain to dil ke taar hilte hain tera phool sa mukhda chhuke jab shokh hawa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai machalti dhadkanen jab tere dil ki baat karti hain machalti dhadkanen jab tere dil ki baat karti hain mohabbat ki fizaayen tere tak madhosh rehti hain haan madhosh rehti hain tere pyaar ka nagma banke jab dil ki sada aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai aa aaaa aaa aa aa aa aaaa aa aaaa aaa aa aa aa aaaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Dil Mein Halki Si Parasmani (1963) 04:02 13915
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geetanjali
Duration : 04:02   Song Number : 13915   

Mere Rang Mein Rangne Maine Pyar Kiya (1989) 06:51 20933
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 06:51   Song Number : 20933   

Mere Sanam Sun Mere Ghum (Male) Naag Mandir (1966) 03:30 18355
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:30   Song Number : 18355   

Mere Sanam Tu Jo Ek Sapera Ek Lutera (1965) 05:41 17996
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:41   Song Number : 17996   

Mile Hain Aap Jab Se Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:17 37404
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 37404   

Naaz Tha Jis Pe Fareb (1968) 04:32 32089
 
Poster of Fareb (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bela Bose, Darshan
Duration : 04:32   Song Number : 32089   

O Jag Ke Paalan Haare Vandana (1975) 04:37 38072
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhna
Duration : 04:37   Song Number : 38072   

Peeke Shankar Ji Ki Booti Ranbhoomi (1991) 06:26 12273
 
Poster of Ranbhoomi (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neelam Kothari
Duration : 06:26   Song Number : 12273   

Pyaar Baantte Chalo Hum Sab Ustad Hain (1965) 06:09 12363
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 12363   

Pyaar Jagane Wala Neenden Churane Wala Zara Bachke (1959) 03:35 38395
 
Poster of Zara Bachke (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Duration : 03:35   Song Number : 38395   

Raat Chup Hai Chaandni Ustadon Ke Ustad (1963) 03:03 39884
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakila
Duration : 03:03   Song Number : 39884   

Raat Se Kaho Lootera (1965) 04:21 32437
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nishi Baran
Duration : 04:21   Song Number : 32437   

Raaz E Dil Unse Chhupaya Na Gaya Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:13 38133
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:13   Song Number : 38133   

Rut Hai Jawaan Vandana (1975) 04:38 39174
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jayshree
Duration : 04:38   Song Number : 39174   

Saiyaan Se Vaada Tha Thakur Jarnail Singh (1966) 03:40 39766
 
Poster of Thakur Jarnail Singh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:40   Song Number : 39766   

Sau Baar Janam Lenge Ustadon Ke Ustad (1963) 03:21 12527
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 12527   

Suno Jaana Hum Sab Ustad Hain (1965) 05:33 12364
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita
Duration : 05:33   Song Number : 12364   

Tera Bhi Kisi Pe Dil Aaye Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:59 16237
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:59   Song Number : 16237   

Tere Pyaar Ne Mujhe Ghum Diya Chhaila Babu (1967) 05:41 36453
 
Poster of Chhaila Babu (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prince Saleem
Duration : 05:41   Song Number : 36453   

Teri Reshmi Zulfen Chhoo Kar Aag (1967) 03:28 40368
 
Poster of Aag (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 03:28   Song Number : 40368   
Karaoke Songs of Asad Bhopali, Sad Songs of Asad Bhopali, Love Songs of Asad Bhopali, Dance Songs of Asad Bhopali, Hip-hop songs of Asad Bhopali, Best songs of Asad Bhopali, Super hit songs of Asad Bhopali, hit songs of Asad Bhopali, duet songs of Asad Bhopali, solo songs of Asad Bhopali, old songs of Asad Bhopali, famous songs of Asad Bhopali, Hindi Karaoke Songs of Asad Bhopali, Hindi Sad Songs of Asad Bhopali, Hindi Love Songs of Asad Bhopali, Hindi Dance Songs of Asad Bhopali, Hindi Hip-hop songs of Asad Bhopali, best Hindi songs of Asad Bhopali, super hit Hindi songs of Asad Bhopali, hit Hindi songs of Asad Bhopali, duet Hindi songs of Asad Bhopali, solo Hindi songs of Asad Bhopali, old Hindi songs of Asad Bhopali, famous Hindi songs of Asad Bhopali, Sing Along Songs of Asad Bhopali, Sing Along Sad Songs of Asad Bhopali, Sing Along Love Songs of Asad Bhopali, Sing Along Dance Songs of Asad Bhopali, Sing Along Hip-hop songs of Asad Bhopali, Sing Along Best songs of Asad Bhopali, Sing Along Super hit songs of Asad Bhopali, Sing Along hit songs of Asad Bhopali, Sing Along duet songs of Asad Bhopali, Sing Along solo songs of Asad Bhopali, Sing Along old songs of Asad Bhopali, Sing Along famous songs of Asad Bhopali